dulhan si saji dharti khula yeh aasman
bulaata hai humein phir woh chaahat ka sama
aa ab laut chalein
anjaan tha main nadaan tha main
tere pyar ko jo na samajh paaya
tunein itna bechain kiya
main tere paas chala aaya
teri saansein mera jeevan
mere dil mein tera ghar hai
zara dekhe koi isko
yeh jannat se bhi sundar hai
bina tere nahin chaina
nahin chaina yahaan
aa ab laut chalein
ek pal ke liye ek din ke liye
na door maein tujhse jaungi
teri palkon ki in galiyon mein
sapno ki sej sajaungi
tujhe dekhun tujhe chaahun
teri khushboo mein kho jaun
yahi meri tamanna hai teri baahon mein so jaun
dard-e-dil nahin sehna
nahin sehna yahaan
aa ab laut chalein
Dulhan Si Saji Dharti Khula Yeh Aasman
Dulhan Si Saji Dharti Khula Yeh Aasman
earth that is decorated like the bride and the open sky
Bulata Hai Humein Phir Woh Chaahat Ka Samaa
calls for us again that lovely momonts
Aa Ab Laut Chalen ...
come, let us return
Anjaan Tha Maein Naadan Tha Maein
unknown i was, innocent i was
Tere Pyar Ko Jo Na Samajh Paaya
that i dint understand ur love
Tune Itna Bechain Kiya
u made me so anxious
Maein Tere Paas Chala Aaya
i came near u
Teri Saansein Mera Jeevan
ur breath is my life
Mere Dil Mein Tera Ghar Hai
in my heart is ur home
Zara Dekhe Koi Isko
if anybody could just see this
Yeh Jannat Se Bhi Sundar Hai
it is even beautiful compared to paradise
Bina Tere Nahin Chaina
without u there's no comfort
Nahin Chaina Yahaan
no comfort here
Aa Ab Laut Chalen ...
come, let us return
Ek Pal Ke Liye Ek Din Ke Liye
for a minute for a day
Na Door Maein Tujhse Jaungi
i shall not stay away from u
Teri Palkon Ki In Galiyon Mein
the roads of ur eyelids
Sapno Ki Sej Sajaungi
i shall sow the seeds of dreams
Tujhe Dekhun Tujhe Chaahun
i shall see u, and love u
Teri Khushboo Mein Kho Jaun
i shall get lost in ur aroma
Yahi Meri Tamanna Hai Teri Baahon Mein So Jaun
this is my wish that i fall asleep in ur arms
Dard-E-Dil Nahin Sehna
pain i dont wanna tolerate
Nahin Sehna Yahaan
dont wanna tolerate here
Aa Ab Laut Chalen ...
come, let us return
No comments:
Post a Comment